
“Yaadon Ke Jharokhon Se (From “Vanvaas”)” is a new hindi song sung by Mithoon.
Main tumko nihara karti hoon Lyrics
Tum kya jaano, o mere saajan
Birha mein hoti aankhein nam
Har dastak pe, har aahat pe
Lagta hai ke gaye ho tum
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karti hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karti hoon
Tum bhool bhi jao par main toh
Tum bhool bhi jao par main toh
Tumko hi pukara karti hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karti hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karta hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karta hoon
Tum bhool bhi jao par main toh
Tum bhool bhi jao par main toh
Tumko hi pukara karta hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karti hoon
Suchmuch mein kitni nadaan ho tum
Mujhe jaan ke bhi toh anjaan ho tum
Tum ishq nahi ho bas mere liye
Jo mujhme basi hai, wo jaan ho tum
Meri jaan ho tum, meri jaan ho tum
Yeh aankhein jahan tak bhi jaayein
Yeh aankhein jahan tak bhi jaayein
Bas tera nazaraa karta hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karta hoon
Tum mujhse juda jis din bhi hote ho
Main khud se juda us din ho jaati hoon
Tum mujhse khafa, yaara, jab hote ho
Main khud se khafa us pal ho jaati hoon
Kho jaati hoon, kho jaati hoon
Mujhse pyaar hai tumse is kaaran
O, mujhse pyaar hai tumse is kaaran
Har baat gawaara karti hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karti hoon
Yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karta hoon
O, yaadon ke jharokhon se aksar
Main tumko nihara karti hoon (karta hoon)
Main tumko pukara karti hoon
More Details
- Song: Yaadon Ke Jharokhon Se (From “Vanvaas”)
- Singer: Mithoon
- Copyright Label: © 2024 Zee Music Company