Tere Hawaale Lyrics, Pritam, Arijit Singh, Shilpa Rao

Tere Hawaale Lyrics, Pritam, Arijit Singh, Shilpa Rao

Tere Hawaale Lyrics, Pritam, Arijit Singh, Shilpa Rao

Tere Hawaale Lyics

“Tere Hawaale” is a new hindi song sung by Pritam.


Rab Mileya Jad Mileya Lyrics


Mainu Chadeya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera
Rab Mileya Jad Mileya
Maahi Mainu Sang Tera

Na Ho Ke Bhi Kareeb Tu Humesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhata Main Tera Raasta
Na Ho Ke Bhi Kareeb Tu Humesha Paas Tha
Ke Sau Janam Bhi Dekhati Main Tera Raasta

Jo Bhi Hai Sab Mera Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan Tere Hawaale Kar Diya
Jo Bhi Hai Sab Mera Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan Tere Hawaale Kar Diya

Dekha Zamana Saara Bharam Hai
Ishq Ibaadat Ishq Karam Hai
Mera Thikana Teri Hi Dehleez Hai

Main Hoon Deewarein Chhat Hai Piya Tu
Rab Ki Mujhe Rehmat Hai Piya Tu
Mere Liye Tu Barkat Ka Taaviz Hai

Zara Kabhi Meri Nazar Se Khud Ko Dekh Bhi
Hai Chand Mein Bhi Daag Par Na Tujhme Ek Bhi

Khud Pe Haq Mera Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan Tere Hawaale Kar Diya
Jo Bhi Hai Sab Mera Tere Hawaale Kar Diya
Jism Ka Har Ruaan Tere Hawaale Kar Diya

Mainu Chadeya Ishq Mein Rang Tera
Ik Ho Gaya Ang Mera Ang Tera
Rab Mileya Jad Mileya
Maahi Mainu Sang Tera


More Details

  • Song: Tere Hawaale
  • Singer: Pritam
  • Copyright Label: ℗ 2022 Super Cassettes Industries Private Limited

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *