Maiyya Lyrics, Sachet-Parampara, Sachet Tandon, Parampara Tandon, Kausar Munir

Maiyya Lyrics, Sachet-Parampara, Sachet Tandon, Parampara Tandon, Kausar Munir

Maiyya Lyrics, Sachet-Parampara, Sachet Tandon, Parampara Tandon, Kausar Munir

Maiyya Lyics

“Maiyya” is a new hindi song sung by Sachet-Parampara.


Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai Lyrics


Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai
Tujhse gawaahi meri, tu hi pehchaan hai
Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai

Teri-meri ye prem-kahaani
Jaane ye zamaana, jaane ye zamaana
Teri-meri ye yaad puraani
Bhool na jaana, bhool na jaana

Haathon pe lakeerein teri, honthon pe duayein hai
Tera-mera saath, Rabba, rahe taa-umar

Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai
Tujhse gawaahi meri, tu hi pehchaan hai
Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai

Maahiya ve, aaja, teri nazarein utaar lu
Le lu main balaayein teri, khud ko main vaar du
Dardon ko tere saare seene mein utaar lu
Khushiyaan luta du saari, khud ko main haar du

Ek-ek pal hai kaanch ki nadiyaan
Tere-mere beech mein behti hai sadiyaan
Ek-ek harqat ka ehsaas hai
Kab chamki, kab bhar aayi ankhiyaan

Nason mein gulaal tera, saanson mein gulaab hai
Tera-mera saath, Rabba, rahe taa-umar

Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai
Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai
Tujhse gawaahi meri, tu hi pehchaan hai
Maahiya, teri-meri ek jind-jaan hai

Maahiya ve, aaja, teri nazarein utaar lu
Le lu main balaayein teri, khud ko main vaar du
Dardon ko tere saare seene mein utaar lu
Khushiyaan luta du saari, khud ko main haar du


More Details

  • Song: Maiyya
  • Singer: Sachet-Parampara
  • Copyright Label: ℗ 2024 Super Cassettes Industries Private Limited

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *