
“Bholi Si Surat” is a new hindi song sung by Uttam Singh.
meri nazar se tum dekho to Lyrics
Bholi see surat
aankhon mein masti aay haay
are bholi see surat
aankhon mein masti
dur khadi sharmaae aay haay
ek jhalak dikhalaaye kabhi
kabhi anchal mein chhup jaye aay haay
meri nazar se tum dekho to
yaar nazar wo aaye
bholi see surat
aankhon mein masti
dur khadi sharmaae aay haay
ek jhalak dikhalaaye kabhi
kabhi anchal mein chhup jaye aay haay
meri nazar se tum dekho to
yaar nazar wo aaye
bholi see surat
aankhon mein masti aay haay
hamm laa laa
आ ला ला
आ ला ला
hamm ladki nahin hai vo jaadoo hai
aur kaha kya jaye
raat ko mere khwaab mein aayi
vo julfen bikharaye
aankh khuli to dil chaha
phir neend muje aa jaye
bin dekhe ye haal hua
dekhuun to kya ho jae
bholi see surat
aankhon mein masti
dur khadi sharmaae aay haay
ek jhalak dikhalaaye kabhi
kabhi anchal mein chhup jaye aay haay
meri nazar se tum dekho to
yaar nazar wo aaye
bholi see surat
aankhon mein masti aay haay
laa laa laa
laa laa laa
ला ला ओहो आ हा
आ ला ला
hamm saavan kaa pehla baadal
uskaa kaajal ban jae
mouj uthe saagar mein jaise
aise kadam uthaaye
rab ne jaane kis mitti se
uske ang banaaye
cham se kaash kaheen se
mere saamane vo aa jae
bholi see surat
aankhon mein masti
dur khadi sharmaae aay haay
ek jhalak dikhalaaye kabhi
kabhi anchal mein chhup jaye aay haay
meri nazar se tum dekho to
yaar nazar wo aaye
bholi see surat
aankhon mein masti
dur khadi sharmaae aay haay
aay haay
More Details
- Song: Bholi Si Surat
- Singer: Uttam Singh
- Copyright Label: © 1997 YRF Music