
“Bam Bam Bambai” is a new hindi song sung by Amit Kumar.
Bam bam bam bam bambai Lyrics
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Dekh ke ie bambai ka nazara
Dil ki dhadkan tham gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Dekh ke ie bambai ka nazara
Dil ki dhadkan tham gayi
Bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Chanchal shok hasinon ki
Dekho yaha bharmar hai
Husan ke sare rangon ki
Chaupati pe bahar hain
Sone chandi ke upar
Bani huyi ye bastiyan
In galiyon in uncho mein
Rahti hai filmi hastiya
Unko to ye swarg lage
Jinki jeb mein mal hain
Mara mara phirta hain
Jo kadka kangal hain
Lakho ki rozi roti
Lakho ki takdir hain
Yaha jo aaya gaya nahin
Shehar nahin zanjeer hain
Hum jo aaye ie nagari mein
Apni tabiyat ram gayi
Bam bam bam bam jambai
Bambai humko jam gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Unchi unchi buildingein
Rahne ko par ghar nahin
Itne sare raste
Chalne ko par dagar nahin
Roti ki na bat kar
Pani bikta hai yahan
Dharti sari bik chuki
Bech rahe hai aasman
Paisa sabka mybap
Paisa hi bhagwan hai
Paise ke pichhe pichhe
Bhag raha insaan hai
Line mein lat jati hain
Insano ki zindagi
Dekho jeene ke liye
Mar gaya kitna aadmi
Dekh ke aisi halat bhaiya
Aankh hamari nam gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Dekh ke ie bambai ka nazara
Dil ki dhadkan tham gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi
Bam bam bam bam bambai
Bambai humko jam gayi jam gayi
Aaha bambai jam gayi ji
Aa ha ha waah re bhaiya
Jam gayi bambai.
More Details
- Song: Bam Bam Bambai
- Singer: Amit Kumar
- Copyright Label: © 2012 Ishtar Music Pvt. Ltd.