
“Sajaniya” is a new hindi song sung by Amit Trivedi.
Sajaniya karke tujhse pyaar mai Lyrics
Tumse milke saj gai sapno ki duniya
Rehne Laga hun mai abb to wahi
Milke tumse mil gai hain saari khushiyan
Lag jaye na nazar inko kahin
Milne mujhe haan roz aate hain
Khaab tere- Khaab tere
Sath tere mujhe le jate hain
Hath tere- Hath tere
Sajaniya karke tujhse pyaar mai
Bhool gaya sansaar mai
Piche piche tere mai chalu
Sajaniya tera hi hun yaar mai
Chhod ke ghar baar mai
Tere siva abb kahan rahun
Sajaniya karke tujhse pyaar mai
Bhool gaya sansaar mai
Piche piche tere mai chalu
Sajaniya tera hi hun yaar mai
Chhod ke ghar baar mai
Tere siva abb kahan rahun
Sun-Sun ke teri saari mithi-mithi baatein
Mujhko bhi kahin teri latt na lag jaaye
Kese katoon mai tere bin ye din aur raatein
Tu zara ye bata de
Dekhun tujhe to khojate hain
Hosh mere- Hosh mere
Sochu tujhe to mil jate hain
Josh mere-Josh mere
Sajaniya karke tujhse pyaar mai
Bhool gayi sansaar mai
Piche piche tere mai chalu
Sajaniya teri hi hun yaar mai
Chhod ke ghar baar mai
Tere siva abb kahan rahun
Sajaniya karke tujhse pyaar mai
Bhool gaya sansaar mai
Piche piche tere mai chalu
Sajaniya tera hi hun yaar mai
Chhod ke ghar baar mai
Tere siva abb kahan rahun
More Details
- Song: Sajaniya
- Singer: Amit Trivedi
- Copyright Label: ℗ 2024 AT Azaad