“Pyar Kiya To Nibhana” is a new hindi song sung by Anuradha Paudwal.
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa Lyrics
Kehtha hai pal-pal tumse hoke dil ye deewaanaa
kehtha hai pal-pal tumse hoke dil ye deewaanaa
ek paddl bhi janejanaa mujhase dur nahin janaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa

ab zindagi ka maqasad hai bas tumhaaraa saath
ek baar kah do tum bhee ye haathon mein leke haath
ho, ab zindagi ka maqasad hai bas tumhaaraa saath
lo kah diya ye tumse haathon mein leke haath
hum-tum, tum-hum ban ke rahen humaraaz, hamsafar
shikawa karen naa koyi ek-duje se umr-bhar
pyaar hamaaraa ho aise ki dekhe ye zamaanaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
kehtha hai pal-pal tumse hoke dil ye deewaanaa
kehtha hai pal-pal tumse hoke dil ye deewaanaa
ek paddl bhi janejanaa mujhase dur nahin janaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
naa main tumhein sataaun, naa tum muje satao
main tumko samajh jaaoon, tum mujko samajh jaao

chaahat hee puja ho, man mandir ho, jaan-e-man
ek-duje ke bin ek pal bhee lagtaa nahin ho man
phir to jeevan ban jaaegaa pyaar ka taraana
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
kehtha hai pal-pal tumse hoke dil ye deewaanaa
kehtha hai pal-pal tumse hoke dil ye deewaanaa
ek paddl bhi janejanaa mujhase dur nahin janaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
pyaar kiya to nibhaanaa, pyaar kiya to nibhaanaa
More Details
- Song: Pyar Kiya To Nibhana
- Singer: Anuradha Paudwal
- Copyright Label: ℗ 1998 Super Cassettes Industries Private Limited