Pyaar Kartey Hain Lyrics, Payal Dev, Laqshay Kapoor, Kunaal Vermaa

Pyaar Kartey Hain Lyics

“Pyaar Kartey Hain” is a new hindi song sung by Payal Dev.

Humse pucho, tumse kitna pyar karte hain Lyrics

Tum mil gaye, zindagi mil gayi
Har dard ko muskurana mila
Jisko dhadkanein dhundhati thi kahin
Chahato me teri, wo bahaana mila

Lo, hum apni har hadd ko paar karte hai

Ho, humse pucho, tumse kitna pyar karte hain
Humse pucho, tumse kitna pyar karte hain
Yaad tumhe har lamhe mein sau baar karte hain

Chaand bhi dekhein toh tera deedar karte hain

Naa mite kabhi bhi koi, chahe jo mitaana
Chahenge tumhare dil mein wo jagah banana
Ho, aakhiri Khuda se hai ab aarzoo humaari
Zindagi teri aankhon ke saamne beetana

Humse pucho, tumse kitna pyar karte hain
Humse pucho, tumse kitna pyar karte hain
Aate-jaate tera intezaar karte hai
Aate-jaate tera intezaar karte hai

Ho, humse pucho, tumse kitna pyar karte hain
Humse pucho, tumse kitna pyar karte hain
Chaand bhi dekhein toh tera deedar karte hain
Chaand bhi dekhein toh tera deedar karte hain

More Details

  • Song: Pyaar Kartey Hain
  • Singer: Payal Dev
  • Copyright Label: ℗ 2024 Super Cassettes Industries Private Limited

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *